Khwab Mein Ahram Bandhna

Khwab Mein Ahram Bandhna

Jab dekhe keh Haj ka ya Umrah ka ahram bandha hai toh agar gair shadi shuda hai toh shadi hogayegi. Aur shadishuda hai toh talaq dega. Agar beemar hai toh wafat payega.

Agar shareer ho toh haram ki talash mein lagega aur beizzat hoga. Khususan jab keh yeh khwab Haj ke zamana mein na ho. Aur agar khwab mein dekhe keh ahram ki halaat mein kisi shikaar ko qatal kiya hai. Aur woh shikaar oont waghaira hai toh bedari mein isi tarah ki cheez jurmana mein ada karega.

Agar khwab mein shatarmurgh maara toh bedari mein oont ya gaaye bataure jurmana dega. Neil gaye mein gaye dega.

Aur jo shaks dekhe keh usne aur uski biwi ne ahram bandha hai toh woh isko talaq dega.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.